Feedback

rahulwasekar

R
8
All Posts
0
Post Rep
31
Comment Rep
July 2023
0
Follower
0
Following
Posts
Trades
Stocks
  •  Sep 15, 2024 5:25 AM
Is margin required to square of options selling position in stocks?

1
rahulwasekar replied to Anuj Kumar's post
rahulwasekar   
Sep 13, 2024 12:01 AM

Bina tension ke sip karte raho aur swing trading jari rakho ye tumhare liye best choice hai agar risk nahi lena chahte...have a good day
rahulwasekar replied to own comment
rahulwasekar   
Sep 12, 2024 11:59 PM

Ek last opinion deta hu...aaj jitne bhi large aur midcap stock hai wo bhi ek time par micro aur small cap hi the... simple investment rule hai large cap me large amount mid cap Kam aur small cap me aur kam and so on...agar tum soch rahe ho ki 5-6 hajar se midcap large cap me achc...
rahulwasekar replied to Anuj Kumar's post
rahulwasekar   
Sep 12, 2024 11:41 PM

Calculate risk to Lena padega Bhai...
rahulwasekar replied to Anuj Kumar's post
rahulwasekar   
Sep 12, 2024 11:39 PM

Bhai fundamental aur company ka vision business dekh kar hi invest karna...koi bhi stock me nahi....advait infra waree paveg ye bhi ek time par 500cr market cap vale the aur Aaj dekho kaha hai..
rahulwasekar replied to own comment
rahulwasekar   
Sep 12, 2024 11:33 PM

Are bhai penny stocks nahi bol Raha hu...jiska market cap 500cr se 1000 cr hai wo bol raha hu
rahulwasekar replied to own comment
rahulwasekar   
Sep 12, 2024 11:27 PM

To ek Kam kar lo microcap aur nanocap stock Jo achhe hai unme 5000 each stock karke invest karo...1 2 stock bhi chal gaye long term me to achhi wealth ban jayegi
rahulwasekar replied to Anuj Kumar's post
rahulwasekar   
Sep 12, 2024 11:08 PM

Bhai 6 7 hazar me kya hi hoga...sip karlo achhe small cap mutual fund ki

FrontPage is India's favorite stock discussions community

Join 10 lakh Indian traders and discuss trades, strategies, news & views on any stock.