Haan esa nahi tha us din market trap kar raha tha jese 100 pe mene liya or vo sidha 30 Tak chala gaya or phir tab mene exit le liya sl lagaya tab tak or phir vapas 100 pe aake uper chala gaya
@hardik101 bhai aapki baat sahi hai discipline to tha hi per jo laalach naam ka kida hota hai na us ne kaat liya 3 4 din baat lagatar 1000 ka profile hone ke baad isiliye 😁😅
Bhai koy 2500 capital me kuch profit or double vala trade ho to batana yaar mera capital 24000 tha ab itna bacha hai 1 mistake ki vajah se koy sensex ya banknifty me trade ho to bata do