@sahil6788 nahi bhai itna ni garna ki 22000 sa nicha jana muskil ha Vasa yo share bazar ha yaha kuch bhi ho saka chota bhai safe hoka kaam karo thoda kamo par kamo loss na karo
@optiontraderrr bhai par march sa pehla market ma kaam na karo please apna 17 year ka experience sa kaha raha abhi market ma kaam karna ka laya saha time nahi march ka baad bhi dekhta ha kya hoga agar sahi market hoga tu kaam karega Varna apna crypto mast chal raha ha
Abhi march tak market kahi ni jayenge fir march ka baad ek side badhiya moment ayega abhi only market chota trader invester ka Stop loss le raha asliyat abhi market sa dor raho
FrontPage is India's favorite stock discussions community
Join 10 lakh Indian traders and discuss trades, strategies, news & views on any stock.