bhai tu chodna na in bato ko or bhai vaise bhi mai ek new trader hu to mujhe in bato ka itna dhyan nahi hai
@manish2730 bhai tu baat to suna raha hai par tune ab tak koi trade to nahi liya hai or bhai mai ye manta hu ki chase target kam ho par stop-loss jyada hona chahiye