Me abhi 22 saal ka hu aur kaafi time se paper trading kar raha hu. Ab mujhe yeh samajhna hai ki real market me kab enter karna sahi rahega aur kitne capital ke sath start karna chahiye.
Mere parents ka isme bilkul bhi support nahi hai, toh mujhe apne dum par hi decision lena hoga.
Koi bata sakta hai ki kis amount se shuru karna safe rahega? Aur option trading me maximum profit kamaane ke liye koi simple aur effective strategy bata sakte ho? Plss koi suggestions do.