Plz help ! i have a question. Nifty or bank nifty mein directly levels kyu plot kiye jate hain and market kaise levels ko respect krta hai jbke indices ki movement to stocks behavior pe depend hai. For example banknifty ke components agar apne levels ke hisab se trade krte hai aur har stock other stock se different percentage se up and down jata hai es hisab se to banknifty should behave randomly and koi level kaise plot kiya ja skta hai. Confused 😕