Sir mai 4 month se trade kar Raha hu iske sth sth 10 to 5 job bhi karna padta hai .mere pass screen ko continue watch karne ke time nahi milta h .aap suggest Karo kya karna chahiye.i means swing karna aacha hoga ya investment karna aacha hoga . let's assume ki swing karna h kya strategies honi chahiye.