Stop loss kaha h fir carry forward bahut risky h . Us market 971 points down to ab Indian market pe bhi uska asar ho sakta h . Aajkal tariff war chalu h to market ekdam se kidar bhi ja sakta h bhai
@teraiyatrushal1712 me asa kr chuka hu , Equity me pahle paper trading krke 10 Lakh se 15 Lakh banaye fir mene real me equity kiya profit me rha . Pr mene option buying me asa nahi kiya isliye kah rha hu brother
@teraiyatrushal1712 ase socho real money h 10 Lakh ke 1 core krne h chahe kuch bhi ho jaye ye pese khone nahi h tab samjuga mene sikh liya h fir hi real trading kruga warna nahi kruga to apne aap Emotions aa jayege , warna bina sikhe aaoge to lat lag jayegi or hamesha loss hi kro...
Depend krta h market pe , or depend krta h aapne kisne invest kiya h , market Kitna movement deta h uske anusar pesa banega , agar market acha movement deta h to buyers acha pesa bna sakta h , premium mahga h theta dk hoga or sideways h to bhi theta dk hoga jisse option seller pe...
Jab dow jones 5% ke karib gira to Indian market me bhi girawat aai thi or ab jab Dow Jones 7% bhaga h to Indian market bhi bhagega Confirm h , me to next Expiry ka premium buy krke Carry forward jane ki soch rha hu CE side . Abhi 17% gira nifty 50 sirf itna to last time bhi gira ...
@commoditymaharaj oh sorry abhi dekha time , pr us time thoda upar aa gya tha market waha bahut risky tha wo to acha h doji ban gya , Market ke trend ke virud trade nahi Lena chahiye mene to yahi suna hai